barood putra doga .... raat ka raksha ,.. jallad aur bhi kai namo se jana jane wala yeh shaksh mumbai ki galiyo me raat me nikalta hai aur apradhiyo ki galti anusar saza deta hai ,,,
ek baar clear ho jaye ki samne wala apradhi hai phir na koi shak , na koi dallel , na koi vakeel faisla hatho hath .. apne adamya ichhashakti aur kuch kar dikhane ke jabardast junoon ke kaaran apradhio ke liye sardard bana hua hai .. isme mukh se cheekh nikalwa pana bahut hi mushkil hai